ना back की परवाह , ना subjects सारे clear हैं
यारों हम engineer हैं
ना job की tension ,ना future का कोई fear हैं
यारों हम engineer हैं
हाथ में किताबों की जगह , table पर beer हैं
यारों हम engineer हैं
c++,java नहीं chating अपना career हैं
यारों हम engineer हैं
late nite studies नहीं ,late night premier हैं
यारों हम engineer हैं
यहाँ कोई einstein नहीं,यहाँ पर सब shakespeer हैं
यारों हम engineer हैं
nikal gaye padai ke din ,ab qb par sab nirbhar hain
yaaron hum engineer hain
हम रहे भले चंगे ,चाहे देश की हालत severe हैं
यारों हम engineer हैं
माँ ने सोचा था ,मेरा बेटा engineer बनेगा
ले माँ तेरा बेटा आज engineer हैं
Showing posts with label my creations. Show all posts
Showing posts with label my creations. Show all posts
Thursday, January 7, 2010
My first poem (Yaaron Hum Engineer hain)
Posted by
mohit maheshwari
at
9:09 AM
My first poem (Yaaron Hum Engineer hain)
2010-01-07T09:09:00-08:00
mohit maheshwari
my creations|
Comments

Labels:
my creations
Meri Shayari
Mohabbat mein uski neendien gavai thi kabhi
Aaj Sounga chain se Ishq mein haar jaane ke baad
Hansta Raha hoon umra bhar Ab khud ko Rulana chahta hoon
WO tod de dil mera isliye usse dil lagana chahta hoon
Dil ki in baaton ko yon Dil se na laga 'mohit'
Aksar Ye Dillagi hi Dil Tod Jaati hain
Aankhon se aansoo yon itne bhi aasaan nahi 'mohit'
Ye Dard to bas unse poocho jinhein Mohabbat hoti hain..
Na jaane kyon log darte hain Kaanton se
Humein to akshar fool chuba karte hain
Izhaar-e-mohabbat se accha hain mohabbat mein sisakna uski
Kam-as-Kam AAnsoon to pochegi wo mere 'dosti' ke bahaane se